Do different things, Hindi poetry, lets get drenched, aaj kuch alag karte hai, hindi amateur poetry, hindi thoughts
Hi readers, well this isn't a post about my new bike trip!
This is about a thought. Or is it a thought.? Read it to know more!!

Aaj yu hi baitha tha apne chaar deewari kamare mei,
Ki achaanak ek khayal sa aaya mere mann mei..
Ek khayal se ek, usse aur ek, usse ek aur.. Jaise Youtube mei "GoogleGlass" ki video se leke "Tarak Mehta ka Ulta Chasma" ke video tak. Aise hi sochte sochte yaha blogger pe aa ke thehra ru raat ke 11 baje. Abhi "barah" nahi baje. Jab kuch khayal aata hai toh sab choot jata hai!!
Hum bhaagte bohot hai!!
Baarish mei bheegna pasand jaroor hai, lekin badal jab baraste hai toh sab bhaagna shuru.
Tab tak bhaago, jab tak ghar pohonch na jao.
Ya phir kisi dukaan ke saamne ya jaha kahi bhi chath mile vaha pe ruk jao.
Kuch log toh baarish mei bhi bhaagke ghar chale jate hai bina kahi ruke. Agar bheegna hi tha toh bhaage kyu. Phir ghar jaake baarish ko kosna shuru. Agar bheegna nahi tha toh bhaage kyu?
Baarish mei bheegna pasand hai. Phir bhi jab baarish hoti hai toh kyu bhaagte hai hum ? Socha hai kabhi? Khayal aaya hai kabhi?
Socho aur jaano!!
Chalo,
Aaj kuch alag karte hai.
Aaj baarish mei bheegte hai!!

Disclaimer : मैं हिन्दी बहुत थोड़ी मात्रा में जानता हूँ। अगर मात्रा या कही गलती हुई है तो थोड़ा adjust कर लो प्लीज्।
आज यू ही बैठा था अपने चार दीवारी कमरे में
की अचानक एक खयाल आया मेरे मन में
एक खयाल से एक, उससे और एक.… जैसे Youtube में GoogleGlass की video से लेके "Tarak Mehta ka Ulta Chasma" के video तक। ऐसे ही सोचते सोचते यहाँ blogger पे आ के ठेहरा हूँ रात के 11 बजे। अभी 12 नहीं बजे :-p जब कुछ ख़याल आता है तो सब छूट जाता है।
हम भागते बहुत है !!
बारिश में भीगना जरूर है, लेकिन बादल जब बरसते है तो सब भागना शुरु।
तब तक भागो, जब तक घर पहुँच ना जाओ।
या फिर किसी दुकान के सामने, या जहा कही भी छत मिले वहा पे रुक जाओ।
कुछ लोग तो बारिश में भाग के घर चले जाते है बिना कही रुके।
अगर भीगना ही था तो भागना ही क्यों? फिर घर जा के बारिश को कोसना शुरु।
अगर भीगना नहीं था तो भागे ही क्यों??
बारिश में भीगना पसंद है।
फिर भी जब बारिश होती है तोह क्यों भागते है हम? सोचा है कभी? ख़याल आया है कभी?
सोचो और जानो।
चलो ,
आज कुछ अलग करते है।
आज बारिश में भीगते है।।

COMMENTS